SEARCH RESULTS
Showing search results for "naGmo.n"
Nazm MATCHES FOR "naGmo.n"
Nazm
shikwa
baada-kash Gair hai.n gulshan me.n lab-e-juu baiThe
sunte hai.n jaam-ba-kaf naGma-e-kuu-kuu baiThe
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
naGma-e-bulbul ho yaa aavaaz-e-KHaamosh-e-zamiir
hai isii zanjiir-e-aalam-giir me.n har shai asiir
Allama Iqbal
Nazm
teri aawaz
aur naGmo.n me.n chhupaa kar mire kho.e hu.e KHvaab
merii ruuThii hu.ii niindo.n ko manaa laa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
mirza ghaalib
mahfil-e-hastii tirii barbat se hai sarmaaya-daar
jis tarah naddii ke naGmo.n se sukuut-e-kohsaar
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
naagin ho ko.ii tharraa.e hu.e
yaa nuur kii ha.nsulii huur kii gardan
Akhtar Shirani
Nazm
watan
husn tere hii manaazir ne dikhaayaa ham ko
terii hii sub.h ke naGmo.n ne jagaayaa ham ko
Josh Malihabadi
Nazm
aaj
mere barbat ke siine me.n naGmo.n kaa dam ghuT gayaa
taane.n chiiKHo.n ke ambaar me.n dab ga.ii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
shayad
jab baad-e-sabaa vaarafta-rau
KHushbu.o.n, naGmo.n, nannhii-munnii baato.n kaa
Balraj Komal
Nazm
KHak-e-dil
meraa naamuus-e-vafaa merii mohabbat kaa Guruur
merii nabzo.n kaa tarannum mire naGmo.n kii pukaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
aligarh chhoDne ke baad
ham-nashii.n raat kii maGmuum KHamoshii me.n mujhe
duur kuchh dhiimii sii naGmo.n kii sadaa aatii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
fareb
khil ga.e saaz me.n naGmo.n ke mahakte hu.e phuul
log chillaa.e ki fariyaad ke din biit ga.e