SEARCH RESULTS
Showing search results for "naa-ahl"
Ghazal MATCHES FOR "naa-ahl"
Ghazal
na ahl-e-dil se na ahl-e-nazar se miltaa hai
shu.uur-e-zaat faqat apne dar se miltaa hai
Parkash Nath Parvez
Ghazal
naa-ahl aur nikamme sivaa is ke kyaa kare.n
baiThe har ek shaKHs pe bas tabsira kare.n
Tabish Raihan
Ghazal
naa-ahl se bhuule se daanaa.ii na lii jaa.e
dariyaa se samundar kii gahraa.ii na lii jaa.e
Maqsood Nashtari
Ghazal
Farooq Banspari
Ghazal
Sirajuddin Siraj
Ghazal
na ahl-e-dil hai.n na fikr-o-nigaah vaale hai.n
hamaare shahr me.n sab KHaanqaah vaale hai.n
Haneef Najmi
Ghazal
Gam se naa-ahl-e-vafaa hashr tak aazaad na ho
mar ke sau baar ho zinda to kabhii shaad na ho
Betab Azimabadi
Ghazal
marbuut hai.n tujh se bhii yahii naa-kas-o-naa-ahl
us baaG me.n ham ne gul-e-be-KHaar na paayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
puuchhii na chashm-e-tar kii na aah-e-rasaa kii baat
karte rahe vo mujh se bas aab-o-havaa kii baat
Asad Multani
Ghazal
Josh Malsiani
Ghazal
duniyaa kii nigaaho.n me.n ba.Dii hirs bharii hai
naa-ahl zamaane se hijaabaat kiye jaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
'hafiiz' kitne hii chehre udaas hone lage
hamaare fan ko saraahe.n bahut na ahl-e-nazar
Hafeez Merathi
Ghazal
na ahl-e-siyaasat kii chaalo.n me.n aanaa
vo jaal apnaa har or phailaa rahe hai.n
Shobha Kukkal
Ghazal
haa.e ai maslahat-e-vaqt duhaa.ii terii
kar lii naa-ahl kii tanqiid gavaaraa ham ne
Siraj Lakhnavi
Ghazal
abhii tifl-e-maktab huu.n aur naa-ahl bhii
kidhar le chale imtihaano.n kii jaanib