SEARCH RESULTS
Showing search results for "naa-jaa.ez"
Ghazal MATCHES FOR "naa-jaa.ez"
Ghazal
zindagii ik tohmat-e-bejaa hai merii zaat par
maut ik ilzaam-e-naa-jaa.ez 'jigar' mere liye
Jigar Moradabadi
Ghazal
bichha.Dte vaqt ye KHvaahish kahaa.n thii naa-jaa.ez
use bhii hotaa hamaarii tarah malaal zaraa
Zia Zameer
Ghazal
saa.ns lenaa bhii mire vaaste naa-jaa.ez hai
KHud ko yuu.n mai.n ne gunahgaar banaa rakkhaa hai
Qasim Yaqub
Ghazal
dekh lenaa tum ki naa-jaa.ez kamaa.ii baap kii
Daal degii farq maa.n ke duudh kii taasiir me.n
Dilshad Ahmad
Ghazal
Rafeeq Anjum
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Madhav Noor
Ghazal
hame.n maaluum hai naa-jaa.ez-o-jaa.ez hai kyaa lekin
shikam kii aag to saare saliiqe maar detii hai