SEARCH RESULTS
Showing search results for "naa.ika"
Ghazal MATCHES FOR "naa.ika"
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
zahr me.n bujhtii hu.ii bel hai diivaar ke saath
jaise ik naa.ika baiThii ho gunahgaar ke saath
Ummeed KHwaja
Ghazal
a.Dve bha.Dvan pe girii pa.Dtii ho kuchh sharm nahii.n
tum to nochii se sivaa naa.ika mastaanii ho
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
aaya kiye vo bahr-e-mulaaqaat chand roz
par naa.ika se ho na sakii baat chand roz
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
lailaa kaa naaqa dasht me.n taasiir-e-ishq se
sun kar fuGaan-e-qais bajaa-e-hudii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
yaarab kase hai naaqa har Guncha is chaman kaa
raah-e-vafaa ko ham to masduud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
phir na.e sar se junuun-e-qais kii buniyaad rakh
phir na.ii lailaa banaa naaqa banaa mahmil banaa
Azad Ansari
Ghazal
thak ga.e naaqa o saarbaa.n tham ga.e kaarvaa.n
ghanTiyo.n kii sadaa so ga.ii so raho so raho
Nasir Kazmi
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
shaayad idhar se guzre phir bhii tiraa safiina
baiThaa hu.aa huu.n saahil par nai-ba-lab kabhii kaa
Majeed Amjad
Ghazal
sabaa qabiila-e-lailaa me.n u.D ga.ii ye KHabar
ki naaqa najd ke a.araabiyo.n ne luuT liyaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ab numuudaar ho is gard se ai naaqa-savaar
kab se bastii tire milne kii du'aa kartii hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
kisii sahraa se guzartaa hai ko.ii naaqa-savaar
aur mizaaj us kaa havaa sab se judaa puuchhtii hai
Asad Badayuni
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
yaa.n pai-ba-pai jo KHvaab khule nai-ba-nai khule
jitnaa judaa ye ho sake utnaa judaa karo
Shaheen Abbas
Ghazal
mahaar-e-naaqa-e-lailaa tuu khii.nch le ai aah
haTaa de dast-e-talab ba.Dh ke parde mahmil ke