SEARCH RESULTS
Showing search results for "naaga"
Ghazal MATCHES FOR "naaga"
Ghazal
zahiin itnii hai us se bahs to ham kar nahii.n sakte
mujhe manTo ke afsaane bilaa-naaGa sunaatii hai
Azeem Kamil
Ghazal
ek muddat se bilaa-naaGa sar-e-shaam ai 'nuur'
qaafila shahr-e-navaa kaa mire ghar aataa hai
Noorul Hasan Noor
Ghazal
tumhe.n jaanaa hai chale jaa.o magar shart ye hai
ki bilaa-naaGa tumhe.n KHvaab me.n aanaa pa.Degaa
Ali Yasir
Ghazal
Sahir Siyalkoti
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
pa.Diye gar biimaar to ko.ii na ho tiimaardaar
aur agar mar jaa.iye to nauha-KHvaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
pe.Do.n kii tarah husn kii baarish me.n nahaa luu.n
baadal kii tarah jhuum ke ghar aa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
vahii ik KHamosh naGma hai 'shakiil' jaan-e-hastii
jo zabaan par na aa.e jo kalaam tak na pahu.nche
Shakeel Badayuni
Ghazal
dhuup me.n niklo ghaTaa.o.n me.n nahaa kar dekho
zindagii kyaa hai kitaabo.n ko haTaa kar dekho
Nida Fazli
Ghazal
mire guluu me.n hai ik naGma jibra.iil-aashob
sambhaal kar jise rakkhaa hai laa-makaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
tere milne kii KHushii me.n ko.ii naGma chhe.Duu.n
yaa tire dard-e-judaa.ii kaa gilaa pesh karuu.n