SEARCH RESULTS
Showing search results for "naakaamii"
Ghazal MATCHES FOR "naakaamii"
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
kaamyaabii kii hu.aa kartii hai naakaamii daliil
ra.nj aate hai.n tujhe raahat dilaane ke liye
Syed sadiq husain
Ghazal
ishq me.n mujh ko biga.D kar ab sa.nvarnaa aa gayaa
ho gayaa naakaam lekin kaam karnaa aa gayaa
Nooh Narvi
Ghazal
naakaamii-e-vafaa kaa namuuna hai zindagii
kuuche me.n tere jo ko.ii aayaa KHajil gayaa
Muztar Khairabadi
Ghazal
naakaamii-e-hayaat kaa karte bhii kyaa gila
do din guzaarnaa the guzaare chale ga.e
Shakeel Badayuni
Ghazal
har qadam pe naakaamii har qadam pe mahruumii
Gaaliban ko.ii dushman dosto.n me.n shaamil hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
dard-e-mahruumii sahii ehsaas-e-naakaamii sahii
us ne samjhaa to bahar-suurat kisii qaabil mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
naakaami-e-nigaah hai barq-e-nazaaraa-soz
tuu vo nahii.n ki tujh ko tamaashaa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
naakaamii kii suurat me.n mile taana-e-naa-yaafat
ab kaam mire itne bhii kachche nahii.n hote
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
marte marte dekhne kii aarzuu rah jaa.egii
vaa.e naa-kaamii ki us kaafir kaa KHanjar tez hai