SEARCH RESULTS
Showing search results for "naan"
Ghazal MATCHES FOR "naan"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
uThaa kar kyo.n na phe.nke.n saarii chiize.n
faqat kamro.n me.n Tahlaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
dhyaan me.n aa kar baiTh ga.e ho tum bhii naa.n
mujhe musalsal dekh rahe ho tum bhii naa.n
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
kab tak ise sii.nchoge tamannaa-e-samar me.n
ye sabr kaa paudaa to na phuulaa na phalaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
rukaa jo kaam to diivaangii hii kaam aa.ii
na kaam aa.e to farzaangii ko kyaa kiije
Noon Meem Rashid
Ghazal
kise KHabar ki safiine Dubo chukii kitne
faqiih o suufii o shaa.ir kii naa-KHush-andeshii
Allama Iqbal
Ghazal
ye umr-bhar kaa jaagnaa be-kaar hii na jaa.e
to naa.n milaa to saarii riyaazat fuzuul hai
Wasi Shah
Ghazal
kahii.n aisaa na ho harf-e-du.aa mafhuum kho de
du.aa ko suurat-e-fariyaad rakhnaa chaahte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
yuu.n nahii.n hai ki faqat nain hu.e hai.n mere
dekh kar tujh ko hu.ii saarii kii saarii paagal
Fauziya rabab
Ghazal
aap kahe.n mai.n baa'd me.n apnii kah luu.ngii
aap kahe.n phir bhuul na jaa.e.n aap bataa.e.n
Fauziya rabab
Ghazal
ek aisii qanaa.at hai tabii.at me.n ki jis ne
mohtaaj hame.n naan-e-javii.n kaa nahii.n rakkhaa
Saqi Faruqi
Ghazal
bhaav-taav me.n kamii beshii nahii.n ho saktii
haa.n magar tujh se KHariidaar ko naa.n kaise ho
Afzal Khan
Ghazal
mai.n jis ko pahle pahal dil-lagii samajhtaa thaa
mujhe to maar diyaa is na.ii mohabbat ne