SEARCH RESULTS
Showing search results for "naaseh-e-mushfiq"
Ghazal MATCHES FOR "naaseh-e-mushfiq"
Ghazal
KHuub ik naaseh-e-mushfiq ne ye irshaad kiyaa
bazm me.n us ne ta'allii jo kal akbar kii sunii
Akbar Allahabadi
Ghazal
naaseh-e-mushfiq ye mashq-e-taaza farmaane lage
din to thaa ab raat ko bhii aa ke samjhaane lage
Naseem Dehlvi
Ghazal
Talib Jaipuri
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
ye nasiihat to bajaa naaseh-e-mushfiq lekin
ko.ii diivaana samajhtaa bhii hai samjhaane se
Mirza Qadir Bakhsh Sabir Dehlavi
Ghazal
naaseh-e-mushfiq ko samjhaanaa pa.Daa
is samajh par tum ko vo samjhaa.e.n kyaa
Imdad Imam Asar
Ghazal
ab is maqaam par hai mirii zindagii ki hai
har dost ek naaseh-e-mushfiq banaa hu.aa
Jagan Nath Azad
Ghazal
kitne hii naaseh-e-mushfiq phire naakaam na puuchh
chuur aa.iina-e-pindaar hu.aa hai kyaa kyaa
Payam Fatehpuri
Ghazal
kitne hii naaseh-e-mushfiq phire naakaam na puuchh
chuur aa.iina-e-pindaar hu.aa hai kyaa kyaa
Payam Fatehpuri
Ghazal
aataa hai rahm naaseh-e-mushfiq ke haal par
be-chaara 'umr-bhar hame.n samjhaa.e jaa.egaa
Anwar Shuoor
Ghazal
itnaa to bataa de mujhe ai naaseh-e-mushfiq
dekhaa hai ki us maah-laqaa ko nahii.n dekhaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
ik na ik naaseh-e-mushfiq bhii Tapak pa.Dtaa hai
mai-gusaarii kii ko.ii baat jahaa.n hotii hai
Gulam Nabi Hakeem
Ghazal
vo jo baiThe hai.n bane naaseh-e-mushfiq sar par
ko.ii puuchhe to bhalaa aap ko kyaa miltaa hai
Arsh Siddiqui
Ghazal
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
tazkira tark-e-mohabbat kaa kabhii jab aa gayaa
naaseh-e-mushfiq ne vo taqriir farmaa.ii ki bas