SEARCH RESULTS
Showing search results for "naazo"
Ghazal MATCHES FOR "naazo"
Ghazal
maqsad hai naaz-o-Gamza vale guftuguu me.n kaam
chaltaa nahii.n hai dashna-o-KHanjar kahe baGair
Mirza Ghalib
Ghazal
kahaa jataate ho kyuu.n ham se roz naaz-o-adaa
kahaa ki tum bhii to chaahat hame.n jataate ho
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
yahii atiyya-e-sub.h-e-shab-e-visaal hai kyaa
ki sehr-e-naaz-o-zadaa bhii nahii.n rahaa ab to
Jaun Eliya
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
hijr kii sab musiibate.n arz kii.n us ke ruu-ba-ruu
naaz-o-adaa se muskuraa kahne lagaa jo ho so ho
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
dil us ko pahle hii naaz-o-adaa se de baiThe
hame.n dimaaG kahaa.n husn ke taqaazaa kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dushman ke ghar se chal ke dikhaa do judaa judaa
ye baa.nkpan kii chaal ye naaz-o-adaa kii hai
Bekhud Dehlvi
Ghazal
raat-din phirtii hai palko.n ke jo saa.e saa.e
dil miraa us nigah-e-naaz kaa diivaanaa hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
maaraa bhii aur maar ke zinda bhii kar diyaa
ye sho'bde to shoKHii-e-naaz-o-adaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
qiimat me.n diid-e-ruKH kii ham naqd-e-jaa.n lagaate
baazaar-e-naaz lagtaa dil kii KHariid hotii
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
na puuchh naaz-o-niyaaz us ke mere kab se hai.n
ye husn o ishq to ab hai use zamaana hu.aa
Ameer Minai
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
suKHan-varii hai nazar se nazar kaa naaz-o-niyaaz
aruuz se na zabaan-o-bayaa.n se aatii hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
tasviir hai khi.nchii hu.ii naaz-o-niyaaz kii
mai.n sar jhukaa.e aur vo KHanjar liye hu.e
Asghar Gondvi
Ghazal
andaaz kuchh aur naaz-o-adaa aur hii kuchh hai
jo baat hai vo naam-e-KHudaa aur hii kuchh hai