SEARCH RESULTS
Showing search results for "nabaataat"
Ghazal MATCHES FOR "nabaataat"
Ghazal
jo nabaataat-o-jamaadaat pe shak karte hai.n
ai KHudaa tere kamaalaat pe shak karte hai.n
Jabbar Wasif
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
kuchh vasiila to rahaa hogaa shikam-serii kaa
rizq-e-KHufta ki nabaataat se pahle kyaa thaa
Ejaz Gul
Ghazal
patthar kaa shahr hai to hai murda-dilii bhii aam
saa.nso.n ke zer-o-bam ko nabaataat chaahiye
Sabeen Yunus
Ghazal
baaGbaa.n jab ta.ii.n haath aave tire bazr-ul-banj
merii turbat pe na bo aur nabaataat ke biij
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
suno fazaa.o.n ko masmuum is qadar na karo
ki aa ga.e hai.n nabaataat KHatm hone par
Iqbal Ahmad Qamar
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
is nazaakat kaa buraa ho vo bhale hai.n to kyaa
haath aave.n to unhe.n haath lagaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
yuu.n to kyaa aa.egaa tuu fart-e-nazaakat se yahaa.n
saKHt dushvaar hai dhoke me.n bhii aanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
dil us ko aap diyaa aap hii pashemaa.n huu.n
ki sach hai apnii nadaamat kahuu.n to kis se kahuu.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
pahchaanaa phir to kyaa hii nadaamat hu.ii unhe.n
panDit samajh ke mujh ko aur apnaa dikhaa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
jo saKHt baat sune dil to TuuT jaataa hai
is aa.ii.ne kii nazaakat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Ghazal
aisaa badlaa huu.n tire shahr kaa paanii pii kar
jhuuT boluu.n to nadaamat nahii.n hotii mujh ko