SEARCH RESULTS
Showing search results for "nabaataat"
Nazm MATCHES FOR "nabaataat"
Nazm
lenin
mahram nahii.n fitrat ke suruud-e-azlii se
biinaa-e-kavaakib ho ki daanaa-e-nabaataat
Allama Iqbal
Nazm
hubb-e-watan
sach bataa to sabhii ko bhaataa hai
yaa ki mujh se hii teraa naataa hai
Altaf Hussain Hali
Nazm
hubb-e-watan
sach bataa tuu sabhii ko bhaataa hai
yaa ki mujh se hii teraa naataa hai
Altaf Hussain Hali
Nazm
apahij gaDi ka aadmi
nabaataat kii tarah jiitaa huu.n is kaargaah-e-jahaa.n me.n
na ehsaas iimaan iiqaan ko.ii
Akhtarul Iman
Nazm
kaisi uftad paDi
dekhte dekhte sab dhu.nd me.n tahliil hu.e
dasht kohsaar falak aab nabaataat sabhii
Faisal Hashmi
Nazm
KHwab ke jharoke se
nabaataat hai.n na jamaadaat ko.ii
na haivaan hai.n yaa.n na insaan ko.ii
Farooq Noor
Nazm
suraj
hai insaa.n ko haajat mirii raat ko bhii
zaruurat hai merii nabaataat ko bhii
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
marg-e-tazad
shikam ko to mere nabaataat kii ishtihaa hai
magar ye dahan ye dahan lahm-o-KHuu.n maa.ngtaa hai
Ehsan Ali Khan
Nazm
saza
mai.n ne ye kab kahaa thaa mohabbat me.n hai najaat
mai.n ne ye kab kahaa thaa vafaadaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
abhii giraanii-e-shab me.n kamii nahii.n aa.ii
najaat-e-diida-o-dil kii gha.Dii nahii.n aa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat
zof-e-ishrat se nikal vahm-e-nazaakat se nikal
nafs ke khii.nche hu.e halqa-e-azmat se nikal