SEARCH RESULTS
Showing search results for "nabii"
Ghazal MATCHES FOR "nabii"
Ghazal
imaam-e-zaahir-o-baatin amiir-e-suurat-o-ma.anii
'alii' valii asadullaah jaanashiin-e-nabii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
kyuu.n aise nabii par na fidaa huu.n ki jo farmaa.e
achchhe to sabhii ke hai.n buraa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
'qatiil' mujh ko yahii sikhaayaa mire nabii ne
ki fat.h paa kar bhii dushmano.n ko sazaa na denaa
Qateel Shifai
Ghazal
qalaq thaa sab ko samundar kii be-qaraarii kaa
kisii ne mu.D ke nadii kii taraf nahii.n dekhaa
Manzar Bhopali
Ghazal
nabii sadqe 'qubtaa' kuu.n ap sej lyaa.ii
to chau.ndhar KHushyaa.n hor aanand hai
Quli Qutub Shah
Ghazal
Zafar Ali Khan
Ghazal
maddaah huu.n mai.n dil se mohammad kii aal kaa
mushtaaq huu.n vasii-e-nabii ke jamaal kaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
nabii sadqe 'qubtaa' suu.n mad piive jam-jam
vo chand mukh ki jis mukh the juutii s.ngaare
Quli Qutub Shah
Ghazal
ham ne ye ta.aliim paa.ii hai nabii-e-paak se
dushmano.n ke haq me.n bhii rab se du.aa karte raho
Abdul Waqar
Ghazal
Waheed Akhtar
Ghazal
husn-e-shah-e-laulaak jo chamkaa shab-e-me.araaj
jalvo.n se nabii sub.h-e-tajallii shab-e-me.araaj
Abdul Halim Sharar
Ghazal
jo maddaah-e-nabii par ta.ana-zan mumtaaz hote hai.n
dikhaa.e.n sher apne aur mire ash.aar aa dekhe.n