SEARCH RESULTS
Showing search results for "nabii"
Nazm MATCHES FOR "nabii"
Nazm
jawab-e-shikwa
ko.ii qaabil ho to ham shaan-e-ka.ii dete hai.n
Dhuu.nDne vaalo.n ko duniyaa bhii na.ii dete hai.n
Allama Iqbal
Nazm
KHuda ka sawal
aur is par kitaab-e-hidaayat bhii dii
nabii bhii utaare sharii.at bhii dii
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
nuuh-e-nabii kaa aa kar Thahraa jahaa.n safiinaa
rif.at hai jis zamii.n kii baam-e-falak kaa ziinaa
Allama Iqbal
Nazm
apne shahr ke liye dua
tasKHiir tujh ko kaun karegaa jahaan me.n
tuu hai KHudaa aur us ke nabii kii amaan me.n
Muneer Niyazi
Nazm
tumhein likhna na aata tha
kahkashaa.n kahte hai.n jis ko ye haqiiqat me.n
nabii-jii kii savaarii ke qadam kii dhuul hai saarii
Ishrat Afreen
Nazm
tahqiq pahle kar lo
haamid ne ik nabii kaa qissa mujhe sunaayaa
par baat thii kuchh aisii mujh ko yaqii.n na aayaa
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
tariKH ke murda-KHane se
naarii aur shuudar ko samaan samajhne vaale mahaa-puruush
itihaas ke panno.n me.n kho ga.e hai.n
Shahnaz Nabi
Nazm
KHanjar talash karta hai
gunaahgaar hai 'bebaak' be-navaa lekin
nabii kaa gumbad-e-aKHzar talaash kartaa hai