SEARCH RESULTS
Showing search results for "nafa.a-dar-nafa.a"
Ghazal MATCHES FOR "nafa.a-dar-nafa.a"
Ghazal
nafa.a-dar-nafa.a se bhii kyaa kabhii zaa.il hogaa
ruuh par bojh banaa hai jo KHasaara meraa
Sohail Akhtar
Ghazal
jis kii KHushbuu se mo.attar hai mashaam-e-zindagii
be-vaqaar-e-vazn phirtaa hai vo naafa-daar dekh
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
ishq kii raah ke meyaar alag hote hai.n
ik judaa zaa.icha-e-nafaa-o-zarar bantaa hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
saa.ns-dar-saa.ns mujhe mushk-e-KHutan kartaa hai
naafaa-e-lams ki tahriir-e-badan kartaa hai
Amir Hamza Saqib
Ghazal
aa.ii phir naafa-e-imroz se KHushbu-e-visaal
khul gayaa phir ko.ii dar band paziiraa.ii kaa
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
vo ilm jo ki KHauf-e-KHudaa se tahii rahe
be-naf.a jins-e-KHaam hai be-kaar dekhnaa
Javed Nadeem
Ghazal
ik tarah dhyaan hii aisaa ki jise ham ne yahaa.n
naf.a nuqsaan ke pechaak se baahar rakkhaa
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
Aah Sambhali
Ghazal
sahraa me.n vo sab kuchh thaa jo thaa shahr me.n apne
ik nafaa o nuqsaan kaa daftar hii nahii.n thaa
Suhail Ahmed Zaidi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
kis kis kaa e'tibaar kare.n shahr me.n 'nafas'
chehre badal badal ke mile hai.n tamaam log
Nafas Ambalvi
Ghazal
'aks ubhregaa 'nafas' gard haTaa de pahle
dhundle aa.ine me.n chehra nahii.n dekhaa jaataa
Nafas Ambalvi
Ghazal
unhe.n bhii mujh se mohabbat to hai 'nafas' lekin
mai.n puuchhtaa to yaqiinan mukar ga.e hote
Nafas Ambalvi
Ghazal
ye shaam aur us par tirii yaado.n kii halaavat
ik jaam me.n do shai kaa nasha Dhuu.nDh rahaa huu.n