SEARCH RESULTS
Showing search results for "nafas-e-ta.ng"
Ghazal MATCHES FOR "nafas-e-ta.ng"
Ghazal
ye mo.ajiza hii to hai ai 'nafas' ki tuufaa.n me.n
samundaro.n se sabhii kashtiyaa.n nikal aa.ii.n
Nafas Ambalvi
Ghazal
kuchh baat 'nafas' dil me.n liye baiThe ho kab se
aa.e ho yahaa.n tak to bataa kyuu.n nahii.n dete
Nafas Ambalvi
Ghazal
Nafas Ambalvi
Ghazal
be-ta.alluq to nahii.n umr guzaarii hai 'nafas'
rishta-e-Gair sahii kuchh to zamaane se rahaa
Nafas Ambalvi
Ghazal
ye jo har baat pe tum aah sii bharte ho 'nafas'
ik 'alaamat hai jo biimaar me.n aa jaatii hai
Nafas Ambalvi
Ghazal
Nafas Ambalvi
Ghazal
kuchh mai.n bhii tez-gaam nahii.n thaa kuchh ai 'nafas'
pur-KHaar raasto.n se guzaaraa gayaa mujhe
Nafas Ambalvi
Ghazal
chal ai 'nafas' ki ham bhii kahii.n aur jaa base.n
do-chaar the jo shahr me.n Gam-KHvaar to ga.e
Nafas Ambalvi
Ghazal
havaa hai tez na is ke varaq u.Daa le jaa.e
sahiifa-e-nafas-e-muKHtasar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ham-nafas-o-habiib-e-KHaas bante hai.n Gair kis tarah
bolii ye sard-mehrii-e-umr-e-gurez-paa ki yuu.n
S A Mehdi
Ghazal
vaa'iz-e-tang-nazar mujh ko haqaarat se na dekh
huu.n gunahgaar magar teraa gunahgaar nahii.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Ibn-e-Safi
Ghazal
hai aur hii tariiqa-e-baazaar aaj-kal
jins-e-nafiis ke hai.n KHariidaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kyaa ho shoriida-saro.n kii guzar auqaat ki log
dast-e-be-faiz-o-dil-e-ta.ng liye phirte hai.n
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
aa.o ai zamzama-sanjaan-e-saraa parda-e-gul
ba-havaa-e-nafas-e-taaza-e-jaanaana chale.n