SEARCH RESULTS
Showing search results for "nafrat-e-maanuus"
Ghazal MATCHES FOR "nafrat-e-maanuus"
Ghazal
zalzale ne jise mismaar kiyaa thaa yaaro
log nafrat kii vo diivaar uThaa bhii aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
maanuus ho rahe hai.n tirii jalva-gaah se
paho.nche abhii hai.n manzil-e-maah-e-tamaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
baat karne se bhii nafrat ho ga.ii dildaar ko
vaah-re iz.haar-e-ulfat vaah-re taasiir-e-ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
hisaar-e-nafrat-e-daur-e-jadiid me.n dil ne
mohabbato.n kaa puraanaa zamaana chaahaa hai
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
ham ne apnaa ke mohabbat kaa qariina yaaro
nafrat-o-buGz-o-adaavat kaa galaa gho.nT diyaa
Arshad Sad Rudaulvi
Ghazal
nafrat o buGz kaa anjaam buraa hotaa hai
nafrat o buGz se daaman ko bachaa kar chaliye
Ashok Sawhny
Ghazal
nafrat-o-buGz-o-ta.assub ke alaava tum se
aaj tak ho na sakii ko.ii kabhii kaam kii baat
Zubair Bahadur Josh
Ghazal
nafrat-o-buGz-o-hasad kii vo ghuTan hai 'gulshan'
kuchh bhii ho jaa.e ye maahaul badalnaa hai mujhe
Gulshan Barelvi
Ghazal
kabhii vo chehra-e-maanuus bhii dikhaa.ii de
galii se roz nayaa kaarvaa.n guzartaa hai
Zafar Ajmi
Ghazal
kyuu.n phailtii jaatii hai ko.ii KHushbuu-e-maanuus
dil abr kii maanind tire dar se uThaa kyaa
Maqsood Aafaque
Ghazal
aisaa lagaa jaise mai.n manzar-e-maanuus thaa
us kii nigaaho.n me.n kal shoKHii-e-hairat na thii
Anwar Siddiqui
Ghazal
zindagii zahr sahii jur.a-e-maanuus to hai
maut kaa jaam-e-shifaa kis se piyaa jaataa hai
Seen Yunus
Ghazal
KHvaab kii anjaan khi.Dkii me.n nazar aayaa thaa jo
zehn ne us chehra-e-maanuus ko khoyaa nahii.n
Aslam Aazad
Ghazal
mujhe to jaise vo an-dekhaa raastaa na lagaa
KHalaa ke jaada-e-maanuus par chalaa bhii mai.n
Rafiq Khawar Jaskani
Ghazal
tire aage tirii bedaad kii shohrat aa.ii
Gair ko bhii to tirii chaah se nafrat aa.ii