SEARCH RESULTS
Showing search results for "nagmaat-e-aish-o-imbisaat"
Ghazal MATCHES FOR "nagmaat-e-aish-o-imbisaat"
Ghazal
shaamil-e-anfaas the naGmaat-e-aish-o-imbisaat
zindagii ke saaz kaa har zer-o-bam shaahaana thaa
Bismil Saeedi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
ko.ii hai mahv-e-aish-o-talabgaar-e-zindagii
ko.ii hai shikva-sanj-o-giraa.n-baar-e-zindagii
Basheerunnisaa Begam Basheer
Ghazal
hujuum-e-aish-o-tarab me.n bhii hai bashar tanhaa
nafas nafas hai muhaajir nazar nazar tanhaa
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
ahl-e-dil ke vaaste hai bahr-e-aish-o-imbisaat
go ba-zaahir bazm-e-hastii ek Gam-KHaana bhii hai
Sabir Abuhari
Ghazal
KHuugar-e-aish-o-masarrat dil-e-KHud-kaam nahii.n
hai ye aaraam kii suurat magar aaraam nahii.n
Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni
Ghazal
Zakir Khan Zakir
Ghazal
bazm-e-nashaat-o-aish kaa saamaa.n liye hu.e
aa.ii sabaa bahaar-e-gulistaa.n liye hu.e
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ai 'aish' hai farsuuda ab qais kaa afsaana
ulfat to kisii kii bhii jaagiir nahii.n hotii
Aish Meeruthi
Ghazal
har ravish un kii qayaamat hai qayaamat ai 'aish'
jis taraf jaate hai.n ik hashr bapaa hotaa hai
Aish Meeruthi
Ghazal
ai 'aish' jab se baada-e-laa-taqnatuu milaa
baaqii rahaa na Dar hame.n roz-e-hisaab kaa
Aish Meeruthi
Ghazal
Aish Meeruthi
Ghazal
Mani Jayasi
Ghazal
dekh saudaa-zada-e-ulfat-e-KHuubaa.n ai 'aish'
vaadi-e-ishq me.n kyaa kyaa tag-o-puu karte hai.n
Aish Dehlvi
Ghazal
kuchh aise kii hai adaa rasm-e-bandagii mai.n ne
guzaar dii tire va.ade pe zindagii mai.n ne
Aish Meeruthi
Ghazal
hai 'aish' saath ko.ii raahbar na hamraahii
kaTegii dekhiye tanhaa rah-e-vafaa kaise