SEARCH RESULTS
Showing search results for "nahaar"
Ghazal MATCHES FOR "nahaar"
Ghazal
mire jahaa.n me.n zamaan-o-makaan-o-lail-o-nahaar
tire jahaa.n me.n azal hai abad na aaj na kal
Ahmad Faraz
Ghazal
baarish kii rut thii raat thii pahluu-e-yaar thaa
ye bhii tilism-e-gardish-e-lail-o-nahaar thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
savaal-e-jaam tire mai-kade me.n ai saaqii
javaab-e-gardish-e-lail-o-nahaar hotaa hai
Qamar Jalalvi
Ghazal
ab to uTh saktaa nahii.n aa.nkho.n se baar-e-intizaar
kis tarah kaaTe ko.ii lail-o-nahaar-e-intizaar
Hasrat Mohani
Ghazal
mar jaa.uu.ngaa KHayaal-e-ruKH-o-zulf yaar me.n
aa jaa.egii ajal isii lail-o-nahaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
laazim agar hai shukr hii parvardigaar kaa
phir kyaa ilaaj gardish-e-lail-o-nahaar kaa
Mela Ram Wafa
Ghazal
shikast-e-aarzuu ko ishq kaa anjaam kyuu.n samjhuu.n
muqaabil hai mire aa.iina-e-lail-o-nahaar ab tak
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
nazar bachaa ke mirii aa.o aate hii ha.ns do
bahaar hii nahii.n lutf-e-bahaar aa jaa.e
Qadeer Piyarepuri
Ghazal
ab na vo umr na vo log na vo lail o nahaar
bujh ga.ii tab.a kabhii josh pe gar aa.ii bhii
Akbar Allahabadi
Ghazal
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
ruKH har ik tiir-e-nazar kaa hai mire dil kii taraf
aane vaale aa rahe hai.n apnii manzil kii taraf
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
jaate jaate dekh lenaa gardish-e-lail-o-nahaar
zindagii se baa.nkpan lutf-e-KHataa le jaa.egii
Aashufta Changezi
Ghazal
Payam Fatehpuri
Ghazal
abhii na saaya-e-diivaar kii talaash karo
abhii to shiddat-e-nisfun-nahaar baaqii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
guzar ga.e isii gardish me.n apne lail-o-nahaar
shab-e-firaaq ga.ii roz-e-intizaar aaya
Dagh Dehlvi
Ghazal
nisf nahaar pe yuu.n lagtaa hai suuraj bhii
vaqt kii aab-o-taab me.n uljhaa baiThaa hai