SEARCH RESULTS
Showing search results for "nakbat-e-faqr"
Ghazal MATCHES FOR "nakbat-e-faqr"
Ghazal
muzhda ai ruuh tujhe ishq saa dam-saaz aayaa
nakbat-e-faqr ga.ii shaah-e-sar-afraaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
jo faqr me.n suruur hai shaahii me.n vo kahaa.n
ham bhii rahe hai.n nashsha-e-daulat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
nigaah-e-faqr me.n shaan-e-sikandarii kyaa hai
KHiraaj kii jo gadaa ho vo qaisarii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
bad-numaa samjhaa gayaa paivand-e-istiGnaa-o-hirs
na.ng dalq-e-faqr-e-kashkol-e-gadaayaana hu.aa
Habeeb Moosavi
Ghazal
katrane.n jo.D ke tayyaar kiyaa apnaa libaas
izzat-e-faqr faqiirii ko chhupaane se hu.ii
Moin Najmi
Ghazal
kamaal-e-faqr bhii shaayaa.n hai paak-biino.n ko
ye KHaak taKHt hai ham boriyaa-nashiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
taariif terii e.D ho tanqiid ho lagaam
sahraa-e-fikr me.n u.Daa gho.De KHayaal ke
Anis Shikari
Ghazal
mansuur saa ko.ii na hu.aa KHalq jahaa.n me.n
is mamlakat-e-faqr kaa sardaar vahii hai
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Ghazal
aajizii baKHshii ga.ii tamkanat-e-faqr ke saath
dene vaale ne hame.n kaun sii daulat nahii.n dii
Iftikhar Arif
Ghazal
paidaa hu.aa hai apne liye boriyaa-e-faqr
ye niistaa.n hai sher hai.n is niistaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
libaas-e-faqr me.n ham ko jo KHaaksaar mile
unhii.n ke dar pe salaatiin-e-rozgaar mile
Darshan Singh
Ghazal
daaman-e-faqr me.n saaya hai jahaa.ngiirii kaa
lekin akbar kii tarah dhuup me.n chal kar jaanaa
Hayat Warsi
Ghazal
nigaah-e-faqr hii shaan-e-sikandarii jaane
vahii hai shaah jo raaz-e-qalandarii jaane