SEARCH RESULTS
Showing search results for "nakul"
Ghazal MATCHES FOR "nakul"
Ghazal
KHair apno.n me.n ik ham hii nakul aa.e hai.n shaa'ir
shahzaadgii-e-shauq ye aabaa.ii kahaa.n hai
Raoof Khair
Ghazal
mirii misaal ki ik naKHl-e-KHushk-e-sahraa huu.n
tiraa KHayaal ki shaaKH-e-chaman kaa taa.ir tuu
Ahmad Faraz
Ghazal
har-chand aa.ina huu.n par itnaa huu.n naa-qubuul
mu.nh pher le vo jis ke mujhe ruu-ba-ruu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
raKHt-e-safar bhii hogaa mire saath shahr me.n
sahraa bhii shauq-e-naql-e-makaanii me.n aa.egaa
Iqbal Sajid
Ghazal
jab sar me.n nahii.n ishq to chehre pe chamak hai
ye naKHl KHizaa.n aa.ii to shaadaab hu.aa hai
Fahmida Riaz
Ghazal
kuchh tujh se ye duurii bhii mujhe maar ga.ii hai
kuchh jazbe mire naql-e-makaanii me.n mare hai.n
Ejaaz tawakkal
Ghazal
kaho ki naKHl-e-chaman ham se sar-kashii na kare.n
unhii.n kii tarah se baaG-o-bahaar ham bhii hai.n
Ameer Minai
Ghazal
mujhe naql par bhii itnaa agar iKHtiyaar hotaa
kabhii fail imtihaa.n me.n na mai.n baar baar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
havaa-e-tez tiraa ek kaam aaKHirii hai
ki naKHl-e-KHushk pe maah-e-tamaam aaKHirii hai
Abbas Tabish
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
pa.Dhne vaalo.n ne bhii kyaa kuchh na kiyaa
naql karnaa mirii aadat hii sahii
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
pahu.nchaa qariib marg ke vo said-e-naa-qubuul
jo terii said-e-gaah se Tak duur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil chaak chaak naGma-e-naaquus ne kiyaa
sab paara paara jaama-e-ehraam ho gayaa
Ismail Merathi
Ghazal
ab shukr naa-qubuul hai shikva fuzuul hai
jaise bhii ho ga.ii basar-auqaat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
haa.n kuchh to ho haasil samar-e-naKHl-e-mohabbat
ye siina phaphuulo.n se jo phal jaa.e to achchhaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
'aniis' yuu.n hu.aa haal-e-javaanii-o-piiri
ba.Dhe the naKHl kii suurat gire samar kii tarah
Meer Anees
Ghazal
ho qat.a naKHl-e-ulfat agar phir bhii sabz ho
kyaa ho jo phe.nke ja.D hii se us ko ukhe.D tuu