SEARCH RESULTS
Showing search results for "nanhe"
Ghazal MATCHES FOR "nanhe"
Ghazal
nanhe bachcho.n ne chhuu bhii liyaa chaa.nd ko
buu.Dhe baabaa kahaanii sunaate rahe
Waseem Barelvi
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
phir to imkaanaat phuulo.n kii tarah khulte ga.e
ek nanhe se shaguufe ko shajar us ne kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
nanhe ho.nTo.n par khile.n maasuum lafzo.n ke gulaab
aur maathe par ko.ii harf-e-du.aa raushan kare
Irfan Siddiqi
Ghazal
tum pe chhaa jaate shajar bante jo nanhe paude
tum ne achchhaa hii kiyaa paa.nv jamaane na diyaa
Manzar Bhopali
Ghazal
biite dino.n ke nanhe parindo.n ke saa.e me.n
jiine kaa lutf aur bhii kuchh din uThaa.uu.ngaa
Shahryar
Ghazal
lahr KHud par hai pashemaan ki us kii zad me.n
nanhe haatho.n se banaa ret kaa ghar aa gayaa hai
Zia Zameer
Ghazal
Farhat Zahid
Ghazal
Ritu Singh Rajput Rit
Ghazal
suukhtii kaasht pe ik roz jo barsaa paanii
nanhe bachche sabhii gaa.nv ke nahaane nikle
Nazr Fatmi
Ghazal
ma.abad-e-ziist me.n but kii misaal ja.De ho.nge
ye nanhe bachche jis roz ba.De ho.nge
Shahryar
Ghazal
Azimuddin Sahil Kalamnoori
Ghazal
maut sii sardii thii jab raakh me.n Daalaa thaa haath
ek nanhe se sharaare ne kahaa bismillaah
Zafar Ajmi
Ghazal
nanhe bachcho.n kii tarah sote hai.n ha.nsne vaalo
tum ne aaise me.n agar aap ko dekhaa hotaa