SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqd o nawa afaq fakhri ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "naqd o nawa afaq fakhri ebooks"
Ghazal
vo haal hai ki talaash-e-najaat kii jaa.e
kisii faqiir-e-du.aa-go se baat kii jaa.e
Mahshar Badayuni
Ghazal
safar me.n ko.ii rukaavaT nahii.n gadaa ke liye
khulaa hu.aa hai har ik raasta havaa ke liye
Rais Amrohvi
Ghazal
rahaa na halqa-e-suufii me.n soz-e-mushtaaqii
fasaana-haa-e-karaamaat rah ga.e baaqii
Allama Iqbal
Ghazal
Ahmad Fakhir
Ghazal
ajab faqiir ho taaj-e-jahaaniyaa.n tum ho
hasiir-e-KHaak pe masjuud aasmaa.n tum ho
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
har KHushii tere liye har naa-KHushii tere liye
ab to ham ne vaqf kar dii zindagii tere liye
Sultan Shakir Hashmi
Ghazal
kyaa kyaa na tere sadme se baad-e-KHizaa.n giraa
gul barg sarv faaKHta kaa aashiyaa.n giraa
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
apnii hurmat kaa vahii.n aks-e-asar rakhte hai.n
hai.at-e-sajda me.n jis daar pe sar rakhte hai.n
Ghulam Mustafa Daim
Ghazal
kitnii der aur hai ye bazm-e-tarab-naak na kah
raas aatii hai kise gardish-e-aflaak na kah
Zia Jalandhari
Ghazal
yuu.n sub.h dikhaa.e.nge ham raat ke maaro.n ko
Taa.nke.nge dupaTTe par TuuTe hu.e taaro.n ko
Shumama Ufuq
Ghazal
jab KHasaare hii kaa sarmaaya huu.n mai.n
phir zamii.n par kis liye aayaa huu.n mai.n
Ishaq Virdag
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
husn aur ishq ko farq-e-nazarii kyuu.n kahiye
mai kii taasiir ko ik be-KHabarii kyuu.n kahiye
Mohammad Naqi Rizvi Asr
Ghazal
ko.ii malaal ab bhii aashkaar ho to ma.azarat
nigaah aap se gila-guzaar ho to ma.azarat
Abeera Ahmad
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
naale kaa aaj dil se phir lab talak guzar hai
Tak gosh rakhiyo iidhar saath us ke kuchh KHabar hai