SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqiib"
Ghazal MATCHES FOR "naqiib"
Ghazal
kise nasiib ki be-pairahan use dekhe
kabhii kabhii dar o diivaar ghar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
baazaar kaa naqiib samajh kar mujhe na chhe.D
KHaamosh rahne de mai.n tire ghar kii baat huu.n
Bashir Badr
Ghazal
judaa ho.n yaar se ham aur na ho raqiib judaa
hai apnaa apnaa muqaddar judaa nasiib judaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
zaahid-e-ishq se judaa maz.hab-e-ishq hai miraa
jhuknaa dar-e-naqiib par mere liye hai behtarii
Fana bulandshahri
Ghazal
baadbaa.n kaa hai na patvaar kaa muhtaaj 'naqiib'
us kii kashtii ko jo girdaab liye phirte hai.n
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
Mohsin Ehsan
Ghazal
meraa chehra hai mire qalb kaa akkaas 'naqiib'
meraa chehra tiraa chehra nahii.n hone vaalaa
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
ai raushnii ke payambar ki ai naqiib-e-nuur
lahuu se apne charaaGo.n kii paasbaanii kar
Iqbal Asif
Ghazal
mun'im na haath khii.nch madad se Gariib kii
rozii hai tere rizq me.n us ke nasiib kii
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
fareb-e-sub.h-e-bahaaraa.n bhii hai qubuul hame.n
ko.ii naqiib to aayaa payaam-e-fardaa kaa
Waheed Quraishi
Ghazal
'ra.iis' ham jo suu-e-kuucha-e-habiib chale
hamaare saath hazaaro.n balaa-nasiib chale