SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqiib"
Nazm MATCHES FOR "naqiib"
Nazm
aadmi-nama
yaa.n aadmii naqiib ho bole hai baar baar
aur aadmii hii pyaade hai.n aur aadmii savaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
zalzala
ek vo jis ko mayassar ho.n imaaraat-o-naqiib
ek vo jis ko na ho phuu.ns kaa chhappar bhii nasiib
Shakeel Badayuni
Nazm
ram
ruKHsat hu.e to lab pe na the shikva-o-fuGaa.n
ye hausla nasiib hu.aa hai kise yahaa.n
Rahbar Jaunpuri
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
reg shab-bedaar hai nigaraa.n hai maanind-e-naqiib
dekhtii hai saaya-e-aamir kii chaap
Noon Meem Rashid
Nazm
nam o nasab
jin kii tahriir mah o saal ke fitno.n kii naqiib
jin kii bosiida sile.n siim-zada shor-zada
Ali Akbar Natiq
Nazm
KHiraj-aqidat
ik hudii-KHvaan-e-mohabbat ik naqiib-e-ittihaad
ik fidaa-e-soz-e-naaquus-o-azaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
uThenge maut se pahle
vo ham ki taaza jahaa.n ke naqiib-e-zan the na.e
sabaa kii chaal se aage hamaarii chaal rahii
Ali Akbar Natiq
Nazm
chacha nehru ka KHat bachchon ke nam
mire aziiz vatan ke aziiz farzando
mire vatan kii na.ii sub.h ke naqiib ho tum
Zafar Gorakhpuri
Nazm
kabhi na aaenge jaane wale
vatan pe ehsaan karne vaale naqiib-e-hashmat
kahaa.n hai.n aaKHir
Tariq Qamar
Nazm
habib jalib
vo apne ahd kaa mansuur harf-e-haq kaa naqiib
saliib-e-vaqt pe faa.ez vo shaKHs kab se thaa
Muslim Shameem
Nazm
lazzat-e-irfan
Gam na kar hai naqiib-e-abr-e-bahaar
KHushkii-e-mausam-e-zamistaanii
Ze Khe Sheen
Nazm
sargoshi
ma.aal-e-ahd-e-vafaa hai firaaq-e-diida-o-dil
naqiib-e-daur-e-guzishta hai daur-e-maujuuda
Ahmad Rahi
Nazm
tumhaara kya hai
ye dard vo hai jo aane vaalii kisii bhii saa.at me.n raushnii kaa naqiib hogaa
ki ham to vo hai.n