SEARCH RESULTS
Showing search results for "nashista"
Ghazal MATCHES FOR "nashista"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
jahaa.n sunii thii kabhii daastaan-e-fariyaadii
ko.ii nifaaq nashista hai be-zabaanii me.n
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
sar uThaa.o to sahii aa.nkh milaa.o to sahii
nashsha-e-mai bhii nahii.n nii.nd ke maate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
nashsha hai raah kii duurii kaa ki hamraah hai tuu
jaane kis shahr me.n aabaad karuu.ngaa tujh ko
Jaun Eliya
Ghazal
havaa me.n nashsha hii nashsha fazaa me.n rang hii ra.ng
ye kis ne pairahan apnaa uchhaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
nashsha aisaa thaa ki mai-KHaane ko duniyaa samjhaa
hosh aayaa to KHayaal aayaa ki ghar jaanaa hai
Rahat Indori
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
mai.n kisii aur ko sochuu.n to mujhe hosh aa.e
mai.n kisii aur ko dekhuu.n to ye nashsha TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
dete hai.n jannat hayaat-e-dahr ke badle
nashsha ba-andaaza-e-KHumaar nahii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
nashsha-e-ishq kaa gar zarf diyaa thaa mujh ko
umr kaa ta.ng na paimaana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
jo faqr me.n suruur hai shaahii me.n vo kahaa.n
ham bhii rahe hai.n nashsha-e-daulat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
shikva saa ik dariicha ho nashsha saa ik sukuut
ho shaam ik sharaab sii aur la.Dkha.Daa.uu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
pyaar ke is nashsha ko ko.ii kyaa samjhe
Thokar me.n jab saaraa zamaana lagtaa hai