SEARCH RESULTS
Showing search results for "nasiiba"
Ghazal MATCHES FOR "nasiiba"
Ghazal
Aazim Gurvinder Singh Kohli
Ghazal
daaman-e-dost ne boso.n se navaazaa 'rahmat'
mujh se behtar mire ashko.n kaa nasiiba niklaa
Rahmat Qarni
Ghazal
taqdiir usii kii hai nasiiba hai isii kaa
jis aa.nkh se kuchh va.ada-e-diidaar hai teraa
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
qadam luu.n maadar-e-hindostaa.n ke baiThte uThte
mirii aisii kahaa.n qismat nasiiba ye kahaa.n meraa
Vinayak Damodar Savarkar
Ghazal
dard-o-Gam ko bhii hai nasiiba shart
ye bhii qismat sivaa nahii.n miltaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Altaf Tanveer
Ghazal
Ghayas Mateen
Ghazal
masiihaa aa ke baalii.n par jo ro jaa.e to ro jaa.e
nasiiba jaag kar apnaa jo so jaa.e to so jaa.e
Sughra Humaun Mirza
Ghazal
jaagtaa meraa nasiiba jo shab-e-vasl-e-aduu
paasbaa.n ye to tiraa diida-e-bedaar na thaa
Nashtar Chaprawi
Ghazal
Rasheed Hasrat
Ghazal
qismat palaT ga.ii ki nasiiba ulaT gayaa
kyuu.n KHud-baKHud phirii nigah-e-yaar kiyaa sabab
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
kuchh der me.n khul jaa.egaa bastii kaa nasiiba
kuchh der hai aur saKHtii-ayyaam me.n rahnaa
Ejaz Gul
Ghazal
dil kii duniyaa me.n ye viiraana nasiiba hai miraa
us pe phir aa.nkh ye nam meraa muqaddar Thahrii
Sana Aslam Khan
Ghazal
ik taa.ir-e-KHizar kahii.n rasta badal gayaa
sahraa-e-fikr teraa nasiiba badal gayaa