SEARCH RESULTS
Showing search results for "nath"
Ghazal MATCHES FOR "nath"
Ghazal
aa.ina saamne rakhoge to yaad aa.uu.ngaa
apnii zulfo.n ko sa.nvaaroge to yaad aa.uu.ngaa
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
ham to din-raat isii soch me.n mar jaa.e.nge
tujh se bichh.De.nge to kis haal me.n ghar jaa.e.nge
Ram Nath Aseer
Ghazal
kyaa aaj un se apnii mulaaqaat ho ga.ii
sahraa pe jaise TuuT ke barsaat ho ga.ii
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
kyuu.n aa ga.e hai.n bazm-e-zuhuur-o-numuud me.n
aazaad mard ho ke rahe ham quyuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
kuchh to ho dard kii lazzat hii sahii
terii ulfat me.n aziyyat hii sahii
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mumkin nahii.n ki bazm-e-tarab phir sajaa sakuu.n
ab ye bhii hai bahut ki tumhe.n yaad aa sakuu.n
Jagan Nath Azad
Ghazal
kyaa kyaa savaal merii nazar puuchhtii rahii
lekin vo aa.nkh thii ki baraabar jhukii rahii
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
ik nazar hii dekhaa thaa shauq ne shabaab un kaa
din ko yaad hai un kii raat ko hai KHvaab un kaa
Jagan Nath Azad
Ghazal
mahtaab nahii.n niklaa sitaare nahii.n nikle
dete jo shab-e-Gam me.n sahaare nahii.n nikle
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
kis rang me.n bayaan kare.n maajraa-e-qalb
dekhaa jo ham ne jalva-e-hairat-fazaa-e-qalb
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
mujh se kahte ho kyaa kahe.nge aap
jo kahuu.ngaa to kyaa sune.nge aap
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
benii aur nath kaa vo aalam ki chhide dil jis se
huur chunnii kii jhalak gauhar-e-Galtaan parii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
KHayaal-e-yaar jab aataa hai betaabaana aataa hai
ki jaise sham.a kii jaanib ko.ii parvaana aataa hai
Jagan Nath Azad
Ghazal
marnaa mariiz-e-ishq ke haq me.n shifaa hu.aa
achchhaa hu.aa najaat milii kyaa buraa hu.aa
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
pa.Dii rahegii agar Gam kii dhuul shaaKHo.n par
udaas phuul khile.nge maluul shaaKHo.n par
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
tiraa miTnaa dil-e-naashaad bahut yaad aaya
ye samaa.n raat bahut yaad bahut yaad aaya
Jagan Nath Azad
Ghazal
ab mai.n huu.n aap ek tamaashaa banaa hu.aa
guzraa ye kaun merii taraf dekhtaa hu.aa