SEARCH RESULTS
Showing search results for "nauha"
Ghazal MATCHES FOR "nauha"
Ghazal
pa.Diye gar biimaar to ko.ii na ho tiimaardaar
aur agar mar jaa.iye to nauha-KHvaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
ek ha.ngaame pe mauquuf hai ghar kii raunaq
nauha-e-Gam hii sahii naGma-e-shaadii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
gul nauha-kunaa.n o sanam-e-dast-ba-siina
allaah Ganii! lamha-e-anjaam hamaaraa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kab thaa ye shor-e-nauha tiraa ishq jab na thaa
dil thaa hamaaraa aage tuu maatam-saraa na thii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
sun kisii TuuTe hu.e dil kaa vo nauha to nahii.n
naGma-e-gul ki jise dast-e-sabaa likhtii hai
Shahid Kamal
Ghazal
Khurshid Talab
Ghazal
haalat-e-dil pe parindo.n ne bhii nauha likkhaa
chho.Dne vaale bataa tujh ko pashemaanii hai
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
nauha-kunaa.n havaa.o shola-ba-jaa.n fazaa.o
dekho vo jaa rahaa hai jii bhar ke us ko ro lo
Khalid Ahmad
Ghazal
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
thii nauha-zanii dil ke janaaze pe zaruurii
shaayad ki vo ghabraa ke sar-e-baam nikaltaa