SEARCH RESULTS
Showing search results for "nauha"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nauha"
Ghazal
pa.Diye gar biimaar to ko.ii na ho tiimaardaar
aur agar mar jaa.iye to nauha-KHvaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Marsiya
beTii nisaar ho ga.ii yaa sayyad-ul-bashar
kyaa vaj.h hai jo aap hai.n is tarah nauha gar
Meer Anees
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nauha"
Nazm
nauha
rahne ko sadaa dahr me.n aataa nahii.n ko.ii
tum jaise ga.e aise bhii jaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
aaKHiri bar milo
luT ga.ii shahr-e-havaadis me.n mataa-e-alfaaz
ab jo kahnaa hai to kaise ko.ii nauha kahiye
Mustafa Zaidi
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
kah do ki 'aniis' is kaa likhe.n marsiya-e-Gam
jannat se 'dabiir' aa ke pa.Dhe.n nauha-e-maatam
Rais Amrohvi
Nazm
ramaen ka ek sin
haa.n kuchh dino.n to nauha-o-maatam hu.aa kiyaa
aaKHir ko ro ke baiTh rahe aur kyaa kiyaa