SEARCH RESULTS
Showing search results for "naved-e-shaadmaanii"
Ghazal MATCHES FOR "naved-e-shaadmaanii"
Ghazal
ko.ii naved-e-sub.h to aa.egii ai 'naved'
dam to.Dne lage hai.n sitam ke a.ndhere aa
Naved Jafri
Ghazal
mubtalaa kaar-e-shab-o-roz me.n hai shahr 'naved'
aur isii shahr me.n gum hai ko.ii kaam apnaa bhii
Afzaal Naveed
Ghazal
kyaa jaane 'naved' aur hii kar jaa.e.n ujaalaa
qirtaas-e-farozaa.n pe tirii kor sii aa.nkhe.n
Afzaal Naveed
Ghazal
sayyaargaa.n to apnii ravish par the gaamzan
lekin 'naved' tuu kahaa.n chakkar me.n aa gayaa
Afzaal Naveed
Ghazal
Afzaal Naveed
Ghazal
jhukne lagii hai qaus-e-quzah sub.h-dam 'naved'
ye Tokarii gulaab kii sar par luu.n aur gaa.uu.n
Afzaal Naveed
Ghazal
ye kaun chho.D gayaa hai maqaam-e-asl 'naved'
ye kis kii baas dafiine ke biich khultii hai
Afzaal Naveed
Ghazal
'naved' kar to diyaa shahr-e-aa.ina paamaal
ab andaruunii saf-e-daar-o-giir khii.nchtaa huu.n
Afzaal Naveed
Ghazal
aa jaa.egaa 'naved' vo ik roz raah par
achchhaa hai apnii raah se bhaTkaa hu.aa to hai
Afzaal Naveed
Ghazal
'naved' taa.ir-e-laahautii kaa junuu.n to nahii.n
jo Daal Daal pe phal Daalne pe rahtaa hai
Afzaal Naveed
Ghazal
shahr-e-maujuud dhu.aa.n hai mire bujhne se 'naved'
shahr-e-naabuud me.n rahtaa hai ujaalaa meraa
Afzaal Naveed
Ghazal
Naved Jafri
Ghazal
'naved' us se miraa rabt lafz o ma.anii kaa
ye raabta na rahe gar to mar na jaa.uu.n mai.n
Zahid Naved
Ghazal
ilhaam nazm karte rahe hai.n 'naved' ham
shaa.ir the ahl-e-zar to na the mustarad hu.e