SEARCH RESULTS
Showing search results for "naved-e-shaadmaanii"
Nazm MATCHES FOR "naved-e-shaadmaanii"
Nazm
sal-e-nau
mubaarak ho naved-e-shaadmaanii muzhda-e-raahat
sadaa ishrat-fazaa jis kii tire taa-gosh aa.ii hai
Barq Dehlvi
Nazm
ye kis dayar-e-adam mein
naved-e-aamad-e-roz-e-jazaa nahii.n aatii
ye kis KHumaar-kade me.n nadiim hai.n ham tum
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
holi
'saaGar' naved-e-daavat-e-aab-o-havaa liye
baad-e-bahaar aa.ii hai holii ke ruup me.n
Saghar Nizami
Nazm
insan
barq-o-aatish se hu.aa barbaad jis kaa KHaanumaa.n
ab vo aagaah-e-naved-e-bazm-e-jaa.n hone ko hai
Fazlurrahman
Nazm
musafir-e-shab
hai taariikii payaam-e-KHvaab-noshii.n
KHamoshii hai naved-e-ra.ng-e-taskii.n
Raabia Pinhan
Nazm
kis ko hai fursat-e-tajdid-e-mohabbat ai dost
vaqt tho.Daa hai bahut kaam hai karnaa baaqii
de na mujh ko tuu naved-e-shab-e-‘ishrat ai dost
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Nazm
mohabbat
mohabbat daa'vat-e-ranj-o-alam bhii
mohabbat hai naved-e-fikr-o-Gam bhii
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
yaad-e-mazi
vo dilkash nigaahe.n vo shiirii.n-bayaanii
vo lutf-e-musalsal shab-e-shaadmaanii
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Nazm
barsat ki ek raat
ye barsaat ye mausam-e-shaadmaanii
KHas-o-KHaar par phaT pa.Dii hai javaanii
Kaifi Azmi
Nazm
hama-ust
jo duniyaa ke mazduur sab ek ho jaa.e.n
aaGaaz ho ik nayaa daura-e-shaadmaanii