SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazar-e-ahl-e-mohabbat"
Ghazal MATCHES FOR "nazar-e-ahl-e-mohabbat"
Ghazal
jo dast-e-ahl-e-mohabbat ko iKHtiyaar mile
gadaa ko phuul mile.n baadshah ko KHaar mile
Tajdar Adil
Ghazal
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
daad miltii nazar-e-ahl-e-nazar se pahle
maut aatii jo kahii.n dil ko jigar se pahle
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
shuruu.a ahl-e-mohabbat ke imtihaan hu.e
ab un ko naaz hu.aa hai ki ham javaan hu.e
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
dekhiye ahl-e-mohabbat hame.n kyaa dete hai.n
kuucha-e-yaar me.n ham kab se sadaa dete hai.n
Tabish Dehlvi
Ghazal
ahl-e-mohabbat kii majbuurii ba.Dhtii jaatii hai
miTTii se gulaab kii duurii ba.Dhtii jaatii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
tamaasha ahl-e-mohabbat ye chaar-suu karte
dil-o-dimaaG aur aa.nkhe.n lahuu lahuu karte
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
soz-e-Gam ahl-e-mohabbat ko KHudaa baKHshe hai
ye vo marham hai jo zaKHmo.n ko shifaa baKHshe hai
Shadan Badayuni
Ghazal
sitam vo ahl-e-mohabbat pe Dhaa.e jaate hai.n
galii se un kii janaaze uThaa.e jaate hai.n
Daniyal Haider Jafri
Ghazal
nazar-e-ahl-e-mohabbat hii samajh saktii hai
lab-e-KHaamosh pe hote hai.n fasaane kyaa kyaa
Sharib Lakhnavi
Ghazal
un ko dimaaG-e-pursish-e-ahl-e-mehan kahaa.n
ye bhii sahii to ham ko majaal-e-suKHan kahaa.n
Bekhud Badayuni
Ghazal
zavaal-e-Gairat-e-ahl-e-sharaf pe kyaa kahiye
chalii hai rasm ki fir.aun ko KHudaa kahiye
Sada Ambalvi
Ghazal
Musavvir Lakhnavi
Ghazal
ai ahl-e-nazar soz hamii.n saaz hamii.n hai.n
aalam me.n pas-e-parda-e-parvaaz hamii.n hai.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
sajda-gaah-e-ahl-e-dil ba.ad-e-fanaa ho jaa.iye
saf.ha-e-hastii pe ik naqsh-e-vafaa ho jaa.iye
Hirman Khairabadi
Ghazal
raftagaa.n kaa bhii KHayaal ai ahl-e-aalam kiijiye
aalam-e-arvaah se sohbat ko.ii dam kiijiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ai ahl-e-vafaa daad-e-jafaa kyuu.n nahii.n dete
so.e hu.e zaKHmo.n ko jagaa kyuu.n nahii.n dete
Iqbal Azeem
Ghazal
ai ahl-e-vafaa KHaak bane kaam tumhaaraa
aaGaaz bataa detaa hai anjaam tumhaaraa