SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n"
Ghazal
phir chaahtaa huu.n naama-e-dildaar kholnaa
jaa.n nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
aazaadii-e-junuu.n kaa yahii kyaa ma.aal thaa
zindaa.n se dil-farebii-e-sahraa badal ga.ii
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
dekho to dil-farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-paa
mauj-e-KHiraam-e-yaar bhii kyaa gul katar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
vo ahd-e-dil-farebi-e-taasiir ab kahaa.n
muddat se aah aah kii hasrat nahii.n rahii
Fani Badayuni
Ghazal
ye dil-farebii-e-har-barg-e-gul are tauba
jamaal-e-naaz kii bikhrii hu.ii kitaab na ho
Ziya Allahabadi
Ghazal
e.ajaaz-e-dil-farebii-e-andaaz dekhnaa
har har adaa pe mujh ko gumaan-e-nazar rahaa
Zaheer Dehlvi
Ghazal
vo dil-farebii-e-rang-e-bahaar kyaa jaane
ki jis kaa hosh Thikaane nahii.n bahaar me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
ye terii sard-mehrii ye terii kaj-adaa.ii
ik husn-e-dil-farebii ik shaan-e-dilrubaa.ii
Shoaib Ahmad Merathi Nudrat
Ghazal
Ainuddin Azim
Ghazal
mujhe paiham mohabbat kii nazar se dekhne vaale
mire dil par tirii tasviir utar aa.ii to kyaa hogaa
Unwan Chishti
Ghazal
Unwan Chishti
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
nazr-e-dil kar diyaa aur jaan bhii sadqe kar dii
phir bhii mai.n aap ke nazdiik vafaadaar na thaa
Ishrat Safipuri
Ghazal
ab tum ko jis KHuluus kii ham se umiid hai
muddat hu.ii vo nazr-e-dil-e-dostaa.n hu.aa