SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazr-e-haq"
Ghazal MATCHES FOR "nazr-e-haq"
Ghazal
chhu.Daa ke haath gayaa 'nazr'-e-gul ke mausam me.n
kalii ko ThanD lagii puuchhne ko KHaar aayaa
Nazr Fatmi
Ghazal
savaal-e-haq-parastii par ye bole hazrat-e-vaa.is
nipaTne diijiye mujh ko to jaahil se zaraa pahle
Nazr Fatmi
Ghazal
husn me.n naaz-o-adaa ishq me.n vahshat kaisii
is zamaane me.n vafaa kaisii mohabbat kaisii
Nazr Fatmi
Ghazal
aaj to saaqii mujhe bas jaam-e-KHaalii chaahiye
aa.nsu.o.n se bhar chukaa hai martabaan-e-shaam-e-Gam
Nazr Fatmi
Ghazal
barbaad jo ik aan me.n ho jaataa hai Guncha
har KHaar magar nazr-e-KHizaa.n kyo.n nahii.n hotaa
Anwar-ul-Haq Ahmar Lucknowi
Ghazal
bad-KHuu-o-bad-zabaan kaho be-adab kaho
taariif me.n ai dosto har 'haq'-bayaan kii
Syeda Arshia Haq
Ghazal
haq to ye hai ki mujhe apne hii dil ne luuTaa
kuchh tiraa shikva-e-bedaad karuu.n yaa na karuu.n
Sultanul Haq Shaheedii Kaashmiri
Ghazal
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
jab se nigaah-e-yaar ne dekhaa hai us taraf
apnii nazar to nazr-e-inaayaat ho ga.ii
Haq Nawaz Akhtar
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ye to ham aise musaafir yahaa.n aa.e the kabhii
varna sahraa kabhii gulzaar nahii.n ho saktaa
Ikram-ul-Haq Sarshar
Ghazal
jabii.n pe kyaa kiyaa tahriir KHaama-e-haq ne
ki aagahii bhii samajhtii hai sar-phiraa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
haq mohabbat kaa adaa ho ye zaruurii to nahii.n
dard-e-dil kii bhii davaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
M. A. Qadeer
Ghazal
baaGbaa.n naaz na kar apne chaman-zaaro.n par
ham ne dekhe hai.n chaman-zaar bayaabaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
baaGbaa.n naaz na kar apne chaman-zaaro.n par
ham ne dekhe hai.n chaman-zaar bayaabaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
ham raah-rav-e-manzil dushvaar rahe hai.n
har tarah musiibat me.n giraftaar rahe hai.n