SEARCH RESULTS
Showing search results for "nero"
Ghazal MATCHES FOR "nero"
Ghazal
nero ne ba.nsrii kii na.ii taan chhe.D dii
ab rome kaa nasiib faqat daastaa.n rahe
Ezaz Ahmad Azar
Ghazal
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
havas hogii asiir-e-halqa-e-nek-o-bad-e-aalam
mohabbat maavaraa-e-fikr-e-na.ng-o-naam hai saaqii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
muusaa kii hai qasam tujhe aur koh-e-tuur kii
nuur-o-faroG-e-jalva-e-lam.aan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ne tujh pe vo bahaar rahii aur na yaa.n vo dil
kahne ko nek-o-bad ke ik ilzaam rah gayaa
Qayem Chaandpuri
Ghazal
duniyaa ke nek-o-bad pe mirii raa.e kuchh nahii.n
ab tak idhar KHayaal hii maa.il nahii.n rahaa
Safi Aurangabadi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jab ra.ng-o-nuur-o-naGma nahii.n iKHtiyaar me.n
ik e'tibaar-e-shauq hii us bazm se mile
Sameena Raja
Ghazal
raushan-zamiir hai.n ye tire KHaaksaar-e-ishq
rakhte hai.n faiz-e-ishq se nuur-o-safaa-e-qalb
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
KHaana-e-ummiid be-nuur-o-ziyaa hone ko hai
chashm-e-tar se aaKHirii aa.nsuu judaa hone ko hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
nek-o-bad me.n rahe apnii had me.n rahe
had me.n rahne kaa matlab anaa me.n rahe
Wahid Ejaz Meer
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
nek-o-bad se hai mirii KHaatir-e-naashaad aazaad
Gam-gusaar apnaa Gam-e-yaar salaamat baashad
Hasrat Azimabadi
Ghazal
aalam dikhaa rahe hai.n ajab nuur-o-naar kaa
jalvo.n ko husn-o-ishq ke yak-jaa.n kiye hu.e