SEARCH RESULTS
Showing search results for "neza-o-tiir"
Ghazal MATCHES FOR "neza-o-tiir"
Ghazal
kushtanii paas to aa jaa.e magar tere paas
neza-o-tiir hii hai dashna-o-shamshiir nahii.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
vo to kahiye ki hai parvaaz-e-taKHayyul se pare
varna yazdaa.n bhii kisii tiir kii zad par hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hai.n naavak-e-dil-doz mire yaar ke tevar
ik baar vo sab tiir chalaa kyuu.n nahii.n detaa
Ibn-e-Raza
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
tiir-o-kamaa.n ke saath na teG-o-tabar ke saath
ham jang KHaalii haath la.De hai.n jigar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
tiir-e-nazar ne aap kii ghaa.il kiyaa mujhe
phir shauq-e-intizaar ne paagal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
neza-o-shamshiir-o-KHanjar kii agar ifraat hai
KHuun kii bhii merii rag rag me.n faraavaanii rahe
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
Nafas Ambalvi
Ghazal
Nasiri Lakhnavi
Ghazal
lauh-e-siina par mirii sau neza-e-KHattii lage
KHastagii is dil-shikasta kii isii baabat hu.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Afzal Allahabadi
Ghazal
shahr KHaamosh hai sab neza-o-KHanjar chup hai.n
kaisii uftaad pa.Dii hai ki sitamgar chup hai.n
Shahid Mahuli
Ghazal
har taraf ik nuur kaa sailaab saa jaarii hu.aa
neza-e-zulmaat par suuraj kaa sar rakkhaa gayaa
Javed Sahil
Ghazal
maanaa ki sab ajal ke muqaabil the sar-ba-kaf
lekin shikaar-e-tiir-e-qazaa ham hu.e ki tum
Rais Amrohvi
Ghazal
chashm hai turk nigah neza o mizhgaa.n tarkash
zulf-e-pur-pech kaa har halqa kamaa.n hai goyaa