SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigah-daarii"
Ghazal MATCHES FOR "nigah-daarii"
Ghazal
Saima Esma
Ghazal
supurdagii me.n bhii ik ramz-e-KHud-nigah-daarii
vo mere dil se mire vaaste nahii.n guzre
Majeed Amjad
Ghazal
zindagii apne bharose pe guzaarii mai.n ne
vaaris-e-taKHt ne kab merii nigah-daarii kii
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
Ijtiba Rizvi
Ghazal
go nigah-daarii-e-aadaab-e-junuu.n mushkil hai
phir bhii aasaa.n hai tire chaahne vaalo.n ke liye
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Murtaza Ali Shad
Ghazal
Ahmad Fareed
Ghazal
KHud-nigah-daarii kii paadaash me.n rusvaa hu.e ham
haasil is kaam me.n to izz-o-sharaf ko.ii nahii.n
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
subuk na ho ye nigah-daari-e-junuu.n ham se
ye dekhne ko use saamne biThaa rakhnaa
Kishwar Naheed
Ghazal
dil dha.Dakne pe musir thaa so dha.Daktaa hii gayaa
lamha-e-diid kii aa.nkho.n ne nigah-daarii kii
Mohsin Changezi
Ghazal
Junaid Akhtar
Ghazal
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
tum to resham the chaTaano.n kii nigah-daarii me.n
kis havaa ne tumhe.n paa-basta-e-yalGaar kiyaa
Atta Shad
Ghazal
usii ke izn-o-razaa se hai sab nigah-daarii
ki daam-o-daana sabhii kuchh yahaa.n pa.Daa hu.aa hai
Abul Hasanat Haqqi
Ghazal
kal bhii jaa.n-baaz hii karte the nigah-daarii-e-haq
ye junuu.n aaj bhii nazraana-e-sar maa.nge hai
Nau Bahar Sabir
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n kaarobaar-e-jahaa.n ko sameT kar aayaa
bas itnii der to dil kii nigaah-daarii kar
Idris Babar
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
shauq-e-dil us pe 'ayaa.n hone nahii.n denaa hai
mas.ala ab ke mohabbat me.n nigah-daarii hai
Alok
Ghazal
vo sar-phire jo nigah-daari-e-junuu.n me.n rahe
'suruur' un me.n hamaaraa bhii naam aayaa hai