SEARCH RESULTS
Showing search results for "nikhar"
Ghazal MATCHES FOR "nikhar"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
in a.ndhero.n se hii suuraj kabhii niklegaa 'naziir'
raat ke saa.e zaraa aur nikhar jaane de
Nazeer Baaqri
Ghazal
mai.n ba.Dhaa.u.ngaa tirii shohrat-e-KHush-buu kaa nikhaar
tuu du.aa de mire afsaana-e-rusvaa.ii ko
Mohsin Naqvi
Ghazal
dard kii dhuup se chehre ko nikhar jaanaa thaa
aa.ina dekhne vaale tujhe mar jaanaa thaa
Naseer Turabi
Ghazal
ye ashk dil pe gire.n to bahut chamaktaa hai
kabhii ye aa.ina tezaab se nikhaar ke dekh
Mehshar Afridi
Ghazal
tum gul the ham nikhaar abhii kal kii baat hai
ham se thii sab bahaar abhii kal kii baat hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
vo ek jhiil thii shaffaaf niil paanii kii
aur us me.n Duub ko KHud ko nikhaar aa.e ham
Azhar Iqbal
Ghazal
ziyaada umr to hotii nahii.n gulo.n kii magar
gulo.n kii tarah nikhar jaanaa chaahte hai.n ham
Wali Aasi
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
havaa chalii to na.ii baarishe.n bhii saath aa.ii.n
zamii.n ke chehre pe aayaa nikhaar kaa mausam
Parveen Shakir
Ghazal
phir aa.iina-e-aalam shaayad ki nikhar jaa.e
phir apnii nazar shaayad taa-hadd-e-nazar jaa.e