SEARCH RESULTS
Showing search results for "nisaab"
Ghazal MATCHES FOR "nisaab"
Ghazal
har ik hazaar me.n bas paa.nch saat hai.n ham log
nisaab-e-ishq pe vaajib zakaat hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
kuchh ishq ke nisaab me.n kamzor ham bhii hai.n
kuchh parcha-e-savaal bhii aasaan chaahiye
Irfan Siddiqi
Ghazal
mard-e-darvesh kaa sarmaaya hai aazaadii o marg
hai kisii aur kii KHaatir ye nisaab-e-zar-o-siim
Allama Iqbal
Ghazal
Aqsa Faiz
Ghazal
nisaab darja-ba-darja yuu.n hii badaltaa hai
hu.aa na ko.ii bhii is imtihaan se baahar
Nida Fazli
Ghazal
shaamil thaa ye sitam bhii kisii ke nisaab me.n
titlii milii hanuut puraanii kitaab me.n
Adeem Hashmi
Ghazal
kuchh zindagii kii vaj.h samajh me.n na aa sakii
socho.n kaa ik nisaab liye bhaagte rahe
Aashufta Changezi
Ghazal
ajiib uljhano.n me.n ab ke saa.ate.n guzar ga.ii.n
nisaab yaad bhii nahii.n aur imtihaan aa gayaa
Saleem Kausar
Ghazal
aabid umar
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Aftab Hussain
Ghazal
nisaab-e-ishq abhii tak hai maavaraa-e-KHirad
ki tiis saal hu.e hai.n pa.Dhaa.ii karte hu.e
aabid umar
Ghazal
use chhu.aa hii nahii.n jo mirii kitaab me.n thaa
vahii pa.Dhaayaa gayaa mujh ko jo nisaab me.n thaa