SEARCH RESULTS
Showing search results for "nisyaan"
Ghazal MATCHES FOR "nisyaan"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
vaqt vo rang dikhaataa hai ki ahl-e-dil bhii
taaq-e-nisyaa.n pe suKHan yaar ke rakh dete hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ab ek vaadii-e-nisyaa.n me.n chhuptaa jaataa hai
vo ek saaya ki yaado.n kii rahguzar me.n rahaa
Saqi Faruqi
Ghazal
baar-e-digar samay se kisii kaa guzar nahii.n
aa.indagaa.n ke haq me.n nishaanii fareb hai
Shahid Zaki
Ghazal
aataa nahii.n kuchh yaad ki ai saa.at-e-nisyaa.n
kyaa rakkhaa tire taaq pe kyaa taaq se baahar
Ejaz Gul
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
ye judaa.ii hai ki nisyaa.n kaa jahannam ko.ii
raakh ho jaa.e na yaado.n kaa zaKHiira apnaa
Saqi Faruqi
Ghazal
ka.ii savaab to nisyaa.n me.n ho ga.e ham se
gunaah kitne hii ham be-iraada karte rahe
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
baad-e-nisyaa.n hai miraa naam bataa do ko.ii
Dhuu.nDh kar laa.o mujhe meraa pataa do ko.ii
Saqi Faruqi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
meraa tahziib-o-tamaddun hai ye vahshat merii
meraa qissa, mirii taariiKH hai nisyaan miraa
Akbar Masoom
Ghazal
bas hamaare hii liye aap ko nisyaa.n bhii hai
kabhii Gairo.n ko na saahab ko.ii dam bhuul ga.e
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Hayat Amrohvi
Ghazal
kuchh bataa ai mare nisyaan ye kyaa maajraa hai
baat jo bhuulne vaalii thii vahii rah ga.ii hai