SEARCH RESULTS
Showing search results for "niyaabat"
Ghazal MATCHES FOR "niyaabat"
Ghazal
niyaabat-e-shahr un ke haatho.n me.n ab na hogii
kamaan-daaro.n ko shab kii zanjiir dekhtii hai
Kishwar Naheed
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
mujhe gavaah zaruurat hai is adaalat me.n
kabhii kisii se niyaabat kii baat kii us ne
Syed Jawed
Ghazal
mai.n gunahgaar huu.n aa.nkho.n me.n abhii tak apnii
jaane vo kis kii niyaabat se mujhe dekhtaa hai
Rashid Taraz
Ghazal
'raahii' ho niyaabat se baGaavat kii kajii baat
hotii hai imaamat se nadaamat kii ba.Dii baat
M. S. Rahi
Ghazal
phir ek sub.h mujhe nii.nd se uThaayaa gayaa
uThaa ke mujh ko ataa kii ga.ii niyaabat-e-ishq
Kamran Nafees
Ghazal
aaj tak nazro.n me.n hai vo sohbat-e-raaz-o-niyaaz
apnaa jaanaa yaad hai teraa bulaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
ta.aliim kaa shor aisaa tahziib kaa Gul itnaa
barkat jo nahii.n hotii niyyat kii KHaraabii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
nisbat-e-'ilm hai bahut haakim-e-vaqt ko aziiz
us ne to kaar-e-jahl bhii be-ulamaa nahii.n kiyaa
Jaun Eliya
Ghazal
ham se bhii is bisaat pe kam ho.nge bad-qimaar
jo chaal ham chale so nihaayat burii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ye ka.abe se nahii.n be-vaj.h nisbat-e-ruKH-e-yaar
ye be-sabab nahii.n murde ko qibla-ruu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
arz-e-niyaaz-e-ishq ke qaabil nahii.n rahaa
jis dil pe naaz thaa mujhe vo dil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ho be-niyaaz-e-asar bhii kabhii tirii miTTii
vo kiimiyaa hii sahii rah ga.ii kasar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
haatho.n se intiqaam liyaa irti.aash ne
daamaan-e-yaar se ko.ii nisbat nahii.n rahii