SEARCH RESULTS
Showing search results for "nok-jhok"
Ghazal MATCHES FOR "nok-jhok"
Ghazal
chhe.D ke saath nok jhok bhii hai
gul se hotii hai.n KHaar kii baate.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
kaa.nTo.n kii aablo.n se Ganiimat thii nok jho.nk
vahshii kaa tere dasht me.n kuchh jii bahal gayaa
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
har dam kiyaa kare rag-e-jaa.n marhabaa kaa shor
is nok-jho.nk se ko.ii nashtar lagaa.iye
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
chalo ham me.n vafaadaarii nahii.n hai
magar kyaa tum me.n Gaddaarii nahii.n hai
Altamash Shams
Ghazal
jhuk ga.ii jab ye anaa tere dar-e-saffaak par
mujh se mat puuchho ki kyaa guzrii dil-e-be-baak par
Wasi Shah
Ghazal
phuulo.n ko sharmsaar kisii ne nahii.n kiyaa
kaa.nTo.n ko jhuk ke pyaar kisii ne nahii.n kiyaa
Akhtar Siddiqui
Ghazal
tire Gam ke sivaa har ek Gam naa-mo'tabar jaanaa
hame.n aataa hai tere naam par had se guzar jaanaa