SEARCH RESULTS
Showing search results for "not"
Ghazal MATCHES FOR "not"
Ghazal
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ik nau-bahaar-e-naaz ko taake hai phir nigaah
chehra faroG-e-mai se gulistaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ik shaKHs kar rahaa hai abhii tak vafaa kaa zikr
kaash us zabaa.n-daraaz kaa mu.nh noch le ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
rahegaa yaad madiine se vaapsii kaa safar
mai.n nazm likhne lagaa thaa ki na.at ho ga.ii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
naGma-e-nau-bahaar agar mere nasiib me.n na ho
us dam-e-niim-soz ko taa.irak-e-bahaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
nau-giraftaar-e-vafaa sa.i-e-rihaa.ii hai abas
ham bhii uljhe the bahut daam se pahle pahle
Ahmad Faraz
Ghazal
sa.nvaar nok-palak abru.o.n me.n KHam kar de
gire pa.De hu.e lafzo.n ko mohtaram kar de