SEARCH RESULTS
Showing search results for "nusrat-fateh-ali-khan"
Ghazal MATCHES FOR "nusrat-fateh-ali-khan"
Ghazal
chehro.n pe ab naqaab kahii.n hai kahii.n nahii.n
sharm-o-hayaa hijaab kahii.n hai kahii.n nahii.n
Mardan Ali Khan Nishat
Ghazal
raasta me.n ik nayaa manzar nazar aayaa to kyaa
saath chalne apne ko.ii ham-safar aayaa to kyaa
Mardan Ali Khan Nishat
Ghazal
zindagii fart-e-haadsaat se hai
maut aasaa.ish-e-hayaat se hai
Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem
Ghazal
adaa na dekhii ko.ii un kii be-ruKHii kii tarah
vo ham se milne bhii aa.e to ajnabii kii tarah
Mardan Ali Khan Nishat
Ghazal
ishq-e-junuu.n-navaaz ko sarshaar dekhnaa
har dard ko hai lazzat-e-aazaar dekhnaa
Mardan Ali Khan Nishat
Ghazal
ham faqiiro.n ko isii KHaak se nisbat hai bahut
ham na baiThe.nge tire taKHt-e-sulaimaanii par
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
hifz-e-gul ke liye rakhte jo nigahbaa.n kuchh aur
ho gayaa phuulo.n se mahruum gulistaa.n kuchh aur
Ehsan Ali Khan
Ghazal
vahshat hai bahut KHuun me.n 'nusrat' isii Dar se
sahraa kii taraf jaa ke Tahalne kii nahii.n huu.n
Nusrat Mehdi
Ghazal
mai.n isii KHaak pe baiThaa huu.n ba.De shauq ke saath
ko.ii nisbat nahii.n ab tak mujhe sultaanii se
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
khaa.e baiThaa hai zamaane se ta'alluq kaa fareb
tuu 'alii' itnaa to naadaan nahii.n thaa pahle
Ali Muzammil
Ghazal
Basit Jaleeli
Ghazal
Sahab Qazalbash
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
jab likhaa ham ne KHat ashko.n se hu.aa tar kaaGaz
yuu.n hii har roz talaf hote hai.n aksar kaaGaz
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
na kabhii ko.ii KHat aayaa na payaam-e-yaar aayaa
magar ik javaab ulTaa ki hazaar baar aayaa
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
fareb dene se achchhaa thaa khaa liyaa hotaa
zamiir kam se kam apnaa bachaa liyaa hotaa
Deepak Agrawal
Ghazal
rah-navardii kaa sabaq kaam us ke aaKHir aa gayaa
phir palaT ke dasht me.n TuuTaa musaafir aa gayaa
Nusrat Chaudhary
Ghazal
bazm-e-nashaat-e-KHaas me.n un kaa vaqaar 'zain'
ik raaz thaa gha.Dii me.n hu.aa aashkaar zain
Zain Ali Asif
Ghazal
ye kaun hai jo suKHan-dar-suKHan mahaktaa hai
ye she'r-go.ii me.n nudrat kahaa.n se aatii hai