SEARCH RESULTS
Showing search results for "nuurii"
Ghazal MATCHES FOR "nuurii"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Natiq Lakhnavi
Ghazal
mai.n ajab dekhne vaalaa huu.n ki andhaa kahlaa.uu.n
vo ajab KHaak kaa putlaa thaa ki nuurii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
kamaal-e-tark nahii.n aab-o-gil se mahjuurii
kamaal-e-tark hai tasKHiir-e-KHaakii o nuurii
Allama Iqbal
Ghazal
paas aa jaa.e.n to be-nuurii muqaddar Thahre
duur bhii itne sitaare nahii.n achchhe lagte
Yasmeen Hameed
Ghazal
mehraabo.n se mahal-saraa tak Dhero.n-Dher charaaG
jalte jaate hai.n be-nuurii ba.Dhtii jaatii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
'nuurii' hame.n jahaa.n me.n masarrat kii thii talaash
aaKHir har ek shaKHs ke Gam-KHvaar ho ga.e
Karrar Noori
Ghazal
na ghabraanaa ai 'nuurii' mushkilo.n se
ki mushkil me.n chhupii aasaaniyaa.n hai.n
Ibrahim Noori
Ghazal
vaqt-e-mushkil hai pa ye vaqt guzar jaa.egaa
yaar-o-aGyaar kaa haa.n faisla kar jaa.egaa
Ibrahim Noori
Ghazal
lau tez nahii.n kuchh mirii aa.nkho.n hii kii shaayad
matlab yahii be-nuurii-e-manzar se nikaaluu.n
Muzaffar Warsi
Ghazal
vo jaa chuke hai.n magar KHalfashaar baaqii hai
jo intizaar thaa vo intizaar baaqii hai
Karrar Noori
Ghazal
kis qadar zulm hai haalaat kaa 'nuurii' saahab
aap dhokaa mujhe de.n aur mai.n dhokaa na kahuu.n
Karrar Noori
Ghazal
sharaab kam ho to 'nuurii' ba-naam-e-tishna bhii
lahuu nicho.D ke labrez jaam karte hai.n