SEARCH RESULTS
Showing search results for "or-chhor"
Ghazal MATCHES FOR "or-chhor"
Ghazal
aaj to nahii.n miltaa or-chhor dariyaa kaa
tuu bhii aa ke saahil par dekh zor dariyaa kaa
Saleem Ahmed
Ghazal
pakkii sa.Dak ke daahne qabre.n ku.aa.n vo gaa.nv
gaa.nv kii or-chhor samaa.n siim-thuur kaa
Nasir Shahzad
Ghazal
KHvaahish ke or chhor se vaaqif the ham magar
dariyaa ke aar-paar kinaare bane rahe
Parwez Rahmani
Ghazal
nazar me.n phuul ho kaaGaz pe ek sahraa ho
to yuu.n Gazal kaa ko.ii or-chhor ho jaa.e
Shamim Qasmi
Ghazal
mile phir aisii zamii.n jiskaa or-chhor na ho
phir us zamii.n pe hame.n aasmaa.n dharaa mil jaa.e
Mohammad Alvi
Ghazal
kisii kaa ko.ii Thikaana hai ko.ii Thor bhii hai
ye zindagii hai kahii.n is kaa or-chhor bhii hai
Shaz Tamkanat
Ghazal
tirii nazar ne is andaaz se lagaa.ii choT
nishaana dil kaa liyaa aur jigar pe aa.ii choT
Haris Ali
Ghazal
vo kaam kiijiye jo pasand aa.e chaar ke
lamhaat-e-musta.aar nahii.n e.atibaar ke
Khaki Hyderabadi
Ghazal
ab chho.D bhii do yaar badan TuuT rahaa hai
baa.nho.n me.n giraftaar badan TuuT rahaa hai
Kashif Shakeel
Ghazal
dar tak ab chho.D diyaa ghar se nikal kar aanaa
yaa vo raato.n ko sadaa bhes badal kar aanaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Qayyum Nazar
Ghazal
ruuh ke us chhor tak ho.nTo.n kaa ye til jaa.egaa
saath chal kar ab mire meraa hii qaatil jaa.egaa
Anil Sharma Tanha
Ghazal
tuu bhii ab chho.D de saath ai Gam-e-duniyaa meraa
merii bastii me.n nahii.n ko.ii shanaasaa meraa