SEARCH RESULTS
Showing search results for "paaro"
Ghazal MATCHES FOR "paaro"
Ghazal
u.Dte u.Dte hii bikhar jaa.e.n par-o-baal ai kaash
taa.ir-e-jaa.n ko tah-e-daam na hone duu.ngaa
Sabir Zafar
Ghazal
qatl-e-aashiq kisii ma.ashuuq se kuchh duur na thaa
par tire ahd se aage to ye dastuur na thaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
sayyaad ko phir bhii mirii parvaaz kaa Dar thaa
mai.n garche qafas me.n thaa par-o-baal ba.ndhe the
Ahmad Faraz
Ghazal
havas-e-gul ke tasavvur me.n bhii khaTkaa na rahaa
ajab aaraam diyaa be-par-o-baalii ne mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
Jalaluddin Akbar
Ghazal
rah ga.ii ghuT ke mire dil me.n tamannaa terii
ek parvaaz-e-shikasta par-o-baazuu kii tarah
Zeb Ghauri
Ghazal
kis me.n ab kitnii u.Daano.n kii sakat baaqii hai
har parinde ke par-o-baal bataa dete hai.n
Fazil Jamili
Ghazal
girii aasmaa.n se to KHaak KHaak me.n aa milii
kabhii KHaak me.n par-o-baal the vo kahaa.n ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
kahii.n pahu.ncho bhii mujh be-paa-o-sar tak
ki pahu.nchaa sham.a-saa.n daaG ab jigar tak
Meer Taqi Meer
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
mai.n huu.n aur merii be-par-o-baalii
dil hai aur dil kii jur.at-e-parvaaz
Chiragh Hasan Hasrat
Ghazal
ai jabr-e-mashiyat ba-hama be-par-o-baalii
ab bhii hai jinhe.n himmat-e-parvaaz hamii.n hai.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
us kii aavaaz me.n the saare KHad-o-KHaal us ke
vo chahaktaa thaa to ha.nste the par-o-baal us ke
Wazir Agha
Ghazal
Iqbal Sohail
Ghazal
ik zaraa sabr ki parvaaz kaa KHaaliq yak-dam
vaqt aane pe par-o-baal badal detaa hai
Ali Muzammil
Ghazal
paa.nv me.n apnaa hii saaya hai pareshaan 'jamiil'
sar pe dastaar-e-par-o-baal-e-humaa KHuub sahii
Jameel Malik
Ghazal
u.Daan merii par-o-baal se bhii aage thii
u.Daa ke mujh ko mirii shaa.irii kahii.n pahu.nchii