SEARCH RESULTS
Showing search results for "paasbaan"
Ghazal MATCHES FOR "paasbaan"
Ghazal
be-dar-o-diivaar saa ik ghar banaayaa chaahiye
ko.ii ham-saaya na ho aur paasbaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
achchhaa hai dil ke saath rahe paasbaan-e-aql
lekin kabhii kabhii ise tanhaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
de vo jis qadar zillat ham ha.nsii me.n Taale.nge
baare aashnaa niklaa un kaa paasbaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ik chiil ek mumTii pe baiThii hai dhuup me.n
galiyaa.n uja.D ga.ii hai.n magar paasbaa.n to hai
Muneer Niyazi
Ghazal
fursat kahaa.n ki ham se kisii vaqt tuu mile
din Gair kaa hai raat tire paasbaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
shab us ke kuuche me.n jaataa huu.n is tavaqqo.a par
ki ek dost hai vaa.n KHvaab paasbaa.n merii
Meer Taqi Meer
Ghazal
gadaa samajh ke vo chup thaa mirii jo shaamat aa.ii
uThaa aur uTh ke qadam mai.n ne paasbaa.n ke liye
Mirza Ghalib
Ghazal
us din se mujh ko nii.nd na aa.ii tamaam umr
ik shab milii thii aa.nkh tire paasbaan se
Dagh Dehlvi
Ghazal
har nafas ai jiine vaalo shaGl-e-paimaana rahe
be-KHudii ko zindagii kaa paasbaa.n karte chalo
Saghar Siddiqui
Ghazal
ho gayaa huu.n qatl be-rahmii se un ke saamne
haif jin logo.n ko apnaa paasbaa.n samjhaa thaa mai.n
Chandrabhan Khayal
Ghazal
paasbaan-e-aql ne to mujh ko samjhaayaa bahut
thaa magar pahluu me.n mere dil saa ik naadaan bhii
Khurshid Talab
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
paasbaan jaag uThe.n vo to unhe.n de denaa
likh ke kaaGaz pe ye ik naam diye jaate hai.n
Bekhud Dehlvi
Ghazal
paasbaa.n karte rahe sargoshiyaa.n hii aur kuchh
un kii mahfil se ba-izz-o-ehtaraam aa hii gayaa