SEARCH RESULTS
Showing search results for "paasbaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "paasbaan"
Nazm
jawab-e-shikwa
hai ayaa.n yurish-e-taataar ke afsaane se
paasbaa.n mil ga.e ka.abe ko sanam-KHaane se
Allama Iqbal
Ghazal
be-dar-o-diivaar saa ik ghar banaayaa chaahiye
ko.ii ham-saaya na ho aur paasbaa.n ko.ii na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
achchhaa hai dil ke saath rahe paasbaan-e-aql
lekin kabhii kabhii ise tanhaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "paasbaan"
MORE MATCHES FOR "paasbaan"
Nazm
tulu-e-islam
ye nukta sarguzisht-e-millat-e-baizaa se hai paidaa
ki aqvaam-e-zamiin-e-asia kaa paasbaa.n tuu hai
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
duniyaa ke but-kado.n me.n pahlaa vo ghar KHudaa kaa
ham is ke paasbaa.n hai.n vo paasbaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Ghazal
de vo jis qadar zillat ham ha.nsii me.n Taale.nge
baare aashnaa niklaa un kaa paasbaa.n apnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ik chiil ek mumTii pe baiThii hai dhuup me.n
galiyaa.n uja.D ga.ii hai.n magar paasbaa.n to hai
Muneer Niyazi
Ghazal
fursat kahaa.n ki ham se kisii vaqt tuu mile
din Gair kaa hai raat tire paasbaa.n kii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
shab us ke kuuche me.n jaataa huu.n is tavaqqo.a par
ki ek dost hai vaa.n KHvaab paasbaa.n merii
Meer Taqi Meer
Nazm
kisan
naazir-e-gul paasbaan-e-ra.ng-o-buu gulshan-panaah
naaz-parvar lahlahaatii khetiyo.n kaa baadshaah




