SEARCH RESULTS
Showing search results for "paave"
Ghazal MATCHES FOR "paave"
Ghazal
vo fikr kar ki chaak-e-jigar paave iltiyaam
naaseh jo tuu ne jaama sulaayaa to kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai-kada gar chashm-e-mast-e-naaz se paave shikast
muu-e-shiisha diida-e-saaGar kii mizhgaanii kare
Mirza Ghalib
Ghazal
sad rang jalva-gar hai har jaada Gairat gul
'aashiq kii ek paave kyuu.n kar qaraar KHvaahish
Meer Taqi Meer
Ghazal
dahkii hai aag dil me.n pa.De ishtiyaaq kii
tere sivaa.e kis se ho is kaa ilaaj aaj
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
dukh na paave kahii.n vo naaznii.n-gardan pyaare
takiya zinhaar sar-e-baalish-e-maKHmal na karo
Aftab Shah Alam Sani
Ghazal
paataa huu.n mazaa bekalii aur dard kaa aisaa
paave hai ko.ii jaise ki aaraam se lazzat
Aftab Shah Alam Sani
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
tiiro.n me.n kamaa.n-daar miraa gher le jis ko
vo jaane na paave kabhii maidaa.n se nikal kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
sharbat-e-KHuun-e-jigar kaa maza 'aashiq paave
lazzat-e-ishq-e-jigar-KHaar kuu.n ku.i kyaa jaane
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
duur ho gar shaamma se tere Gaflat kaa zukaam
tuu usii kii buu ko paave har gul-o-sausan ke biich
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
jitne hai.n ahl-e-jauhar un ko zamii.n na paave
ham ne Garaz ye jauhar is aasmaa.n me.n dekhaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
na paave chaal tere kii piyaare ye Dhalak dariyaa
chalaa jaave agarche rovtaa mahshar talak dariyaa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
bhalaa tujh ko duniyaa me.n ko.ii kyuu.n ki paave
na ghar kahii.n teraa kahii.n na vatan hai
nayan sukh
Ghazal
Aftab Shah
Ghazal
paave kis tarah ko.ii kis ko hai maqduur hame.n
le gayaa ishq tiraa khii.nch bahut duur hame.n